Ras
ka sawan barasta hai unki mehfil mein
agar bheeg sakun us baarish mein ek baar main bhi
to baat baan jaaye....
Gyan ka saagar hota hai unki baaton mein
agar mil jaayein kuch boondein mujhe bhi
to baat ban jaaye...
Vo dekhte hain is ada se muskura kar sabko
agar daal dein yuhen nazrein mujh par bhi
to baat ban jaaye ...
Kitni baatein kar lein humne unki tasveero se
agar mil jaaye ek ishara unka bhi
to baat ban jaaye...
Jo
baat abhi tak kahi nahi,
jo baat chupi mere maan mein hai
agar bin lavzon ke un tak pahunch sake
to baat baan jaaye
to baat baan jaaye....!!
Jai Gurudev